Urdu Shayari | Badmashi Shayari 2024
Urdu Shayari
تمہیں دکھ نہ ہونے کا بڑا دکھ ہوگا
Yaad aye gi غفلتیں tum ko
Tumhe dukh nahi honay ka bara dukh hoga
کاش اسے بھی ارزو ہوتی مجھ سے بات کرنے کی
تو مجھے یوں پل پل اسے یاد نہ کرنا پڑتا
Kash usay bhi arzo hoti mujh se baat karne ki
To mujhe yun pal pal usay yaad na karna parta
اسے کہنا تمہارا نام کسی اجنبی کے لب پہ تھا
مرشد بات ذرا سی تھی مگر دل پہ لگی
Usay kehna tumhara naam kisi ajnabi ke lab pe tha
Murshid baat zara si thi magar dil pe lagi
پھر اس کے بعد کچھ نہ کھویا میں نے
وہ میری زندگی کا اخری خسارہ تھا
Phir is ke baad kuch nahi khoya mein ne
Woh meri zindagi ka akhri khasara tha
ساری خوشیاں ملا کے دیکھی ہیں
تیرے جانے کا غم زیادہ ہے
Saari khusihyan mila ke dekhi hain
Tere jaane ka gham zyada hai
میں تو دشمن کے بچھڑنے پہ بھی رویا ہوں
بہت تو تو پھر یار ہے اور یار بھی جذباتی ہے
Mein to dushman ke bichernay pay bhi roya hon
Bohat to to phir yaar hai aur yaar bhi jazbati hai
Badmashi Shayari
پہروں رہتی تھی گفتگو جن سے
اب ان سے بات بھی نہیں ہوتی
Pahron rehti thi guftagu jin se
Ab un se baat bhi nahi hoti
میں نے دل کو منا لیا محسن
اب یہ تیرے بغیر دھڑکے گا
Mein ne dil ko mana liya mohsin
Ab yeh tere baghair dhadke ga
غم کی بارش نے بھی تیرے نقش کو دھویا نہیں
ہویا نہیں تو نے مجھ کو کھو دیا
میں نے تجھ کو کھویا نہیں
Gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi
Hoya nahi to ne mujh ko kho diya
Mein ne tujh ko khoya nahi
جو تم نے کبھی کی ہی نہیں
مجھے وہ محبت اداس رکھتی ہے
Jo tum ne kabhi ki hi nahi
Mujhe woh mohabbat udaas rakhti hai
کوئی ایسا تھا میرے اندر
جو مجھے مجھ سے ہی بیزار کر کے چلا گیا
Koi aisa tha mere andar
Jo mujhe mujh se hi bezaar kar ke chala gaya
مجھے بھی پتہ تھا کہ بدل جاتے ہیں لوگ
مگر تمہیں کبھی میں نے لوگوں میں گنا ہی نہیں
Mujhe bhi pata tha ke badal jatay hain log
Magar tumhe kabhi mein ne logon mein gina hi nahi
ظرف رکھتے تو جان لیتے
تم جب بھی ایک شکایت ہے
zarf rakhtay to jaan letay
Tum jab bhi aik shikayat hai
چہرے تو بہت مل جائیں گے ہم سے بھی خوبصورت
لیکن جب بات دل کی ائے گی نا ہار جاؤ گے تم
Chehray to bahut mil jayen ge hum se bhi khoobsurat
Lekin jab baat dil ki aye gi na haar jao ge tum