If you want Shero Shayari , Best Shero Shayari , Urdu Shayari you are a right place .
Shero Shayari
ٹوٹ سا گیا ہے میری چاہتوں کا وجود
اب کوئی اچھا بھی لگے تو ہم اظہار نہیں کرتے
Toot sa gaya hai meri chahatoon ka wujood
Ab koi acha bhi lagey to hum izhaar nahi karte
نیند انکھوں سے کوسوں دور ہے
اور گنے کو اج تارے بھی نہیں ہیں
Neend ankhoo se kosoon daur hai
Aur gannay ko aj tarre bhi nahi hain
بڑی عجیب سی حالت ہوتی ہے اس محبت میں
اداس جب یار ہو جائے قصور اپنا ہی لگتا ہے
Barri ajeeb si haalat hoti hai is mohabbat mein
Udaas jab yaar ho jaye qasoor apna hi lagta hai
وہ رویا تو بہت مگر منہ موڑ کے رویا
کوئی مجبوری ہوگی جو دل توڑ کے رویا
Woh roya to bohat magar mun mourr ke roya
Koi majboori hogi jo dil toar ke roya
بہتر یہی تھا مر جاتے یا مار دیتے
یہ بچھڑ کر کس اذیت میں ڈال دیا تو نے
Behtar yahi tha mar jatay ya maar dete
Yeh bhichar kar kis aziat mein daal diya to ne
یہ ٹوٹ کے بکھرا ہے کہ ٹوٹا ہے بکھر کے
ہم دل کی تباہی کا سبب ڈھونڈ رہے ہیں
Yeh toot ke bikhra hai ke toota hai bikhar ke
Hum dil ki tabahi ka sabab dhoond rahay hain
Best Shero Shayari
چھوڑ کر جانے والے کیا جانے
یادوں کا بوجھ کتنا بھاری ہوتا ہے
Chore kar jane walay kya jane
Yaado ka boojh kitna bhaari hota hai
کیا کیجئے کہ عشق تھا اس شخص سے ہمیں
الفاظ جس کے جھوٹ تھے لہجہ فریب تھا
Kya kijiyej ke ishhq tha is shakhs se hamein
Alfaaz jis ke jhoot thay lehja fraib tha
میں تیرے ہونٹ کے جس دل کو بہت چومتا تھا
اب چمکتا ہے وہ خوابوں میں ستاروں کی طرح
Mein tairay hont ke jis dil ko bohat choomta tha
Ab chamakta hai woh khowaboon mein sitaron ki terhan
وہ پلا کر جام لبوں سے اپنی محبت کا محسن
اب کہتے ہیں کہ نشے کی عادت اچھی نہیں ہوتی
Woh pila kar jaam labon se apni mohabbat ka mohsin
Ab kehte hain ke nashay ki aadat achi nahi hoti
یادیں کیوں نہیں بچھڑتی
لوگ تو پل میں بچھڑ جاتے ہیں
Yaden kyun nahi bichrtee
Log to pal mein bhichar jatay hain
مجھ کو ڈھونڈ لیتا ہے روز نئے بہانے سے
درد ہو گیا ہے واقف میرے ہر ٹھکانے سے
Mujh ko dhoond laita hai roz naye bahanay se
Dard ho gaya hai waaqif mere har thikaane se
دل نے سوچا تھا اسے ٹوٹ کر چاہیں گے
سچ مانو ٹوٹے بھی بہت چاہا بھی بہت
Dil ne socha tha usay toot kar chahain ge
Sach manu tootay bhi bohat chaha bhi bohat
1 thought on “The Best 12+ Shero Shayari 2024 With images”