The Best 12+ Dosti Shayari 2024

Dosti Shayari Hello guys in this post i have written about Shayari what is friendship Shayari i have written emotional Shayari about dosti which you will like very much please share this post as much as possible thank you

Dosti Shayari

 

کس طرح ائے گا اب قرار مجھے

 اس نے دیکھا ہے بار بار مجھے

Kis terhan aye ga ab qarar mujhe

Is ne dekha hai baar baar mujhe

 

Dosti Shayari

 

 ہنس رہے ہو موت کا تم نام سن کر

 نہ رک پائیں گے انسو یہ کلام سن کر

Hans rahay ho mout ka tum naam sun kar

Nah ruk payen ge anso yeh kalaam sun kar

 

Dosti Shayari

 

 کہتے ہو مجھے عشق کا افسانہ چاہیے

 رسوائی ہوگی اپ کو شرمانا چاہیے

Kehte ho mujhe ishhq ka afsana chahiye

Ruswai hogi up ko sharmana chahiye

 

Dosti Shayari

 

 ارے یہ موسمی شے نہیں

 جناب عشق کیجئے تو صدا کیجئے

Arrey yeh mousmi shai nahi

Janab ishhq kijiyej to sada kijiyej

 

Dosti Shayari

 

 مجبور ہوتے ہیں دل کے ہاتھوں

 ورنہ نظر انداز کرنا سب کو اتا ہے

Majboor hotay hain dil ke hathon

Warna nazar andaaz karna sab ko ata hai

 

Dosti Shayari

 

 وہ جو ہنسا دیتے ہیں لوگوں کو

 نہ جانے خود کتنی مشکل سے ہنستے ہوں گے

Woh jo hansa dete hain logon ko

Nah jane khud kitni mushkil se hanstay hon ge

 

Dosti Shayari

 

 یہ سانپوں کی دنیا ہے یہاں سنبھل کر چلنا

 یہاں ہر کوئی بڑے پیار سے ڈستا ہے

Yeh saanpon ki duniya hai yahan sambhal kar chalna

Yahan har koi barray pyar se dsta hai

 

Dosti Shayari

 

 اور پھر میں نے ازاد کر دیا ہر وہ شخص

 جو مجھ سے بیزار تھا

Aur phir mein ne azad kar diya har woh shakhs

Jo mujh se bezaar tha

 

Dosti Shayari

 

 غم کہنے کو کم لگتا ہے

جناب ہائے سہنے پر بڑا دم لگتا ہے

Gham kehnay ko kam lagta hai

Janab haae sehney par bara dam lagta hai

 

Dosti Shayari

 

 یادیں کیوں نہیں بچھڑتی

 لوگ تو پل میں بچھڑ جاتے ہیں

Yaden kyun nahi bichrtee

Log to pal mein bhichar jatay hain

 میری فطرت میں ہے خاموشی

 سرعام تماشہ مجھے نہیں اتا

Meri fitrat mein hai khamoshi

Sareaam tamasha mujhe nahi ata

 

Dosti Shayari

 

 ہنس سکتے ہیں مجھ پر 

 بیتی جو نہیں اپ پر

Hans satke hain mujh par

Beete jo nahi up par

 

Dosti Shayari

 

 تم ملاتے ہو بچھڑے لوگوں کو

 میرا بھی ایک یار ہے سائیں

Tum milatay ho bichhre logon ko

Mera bhi aik yaar hai saaien

 

Dosti Shayari

 

 خاموشی سے بڑا کوئی جواب نہیں ہوتا

 لیکن خاموشی سے بڑا کوئی عذاب بھی نہیں ہوتا 

Khamoshi se bara koi jawab nahi hota

Lekin khamoshi se bara koi azaab bhi nahi hota

Leave a Comment